Hello Friends Aaj Main
apko Online World ka Ek Important Question Btaunga Ki Website Kaise Banti Hai.
Agar Aap Online Business Karna Chahtey Hai Ya Apni Knowledge Ko Share Karna Chahtey hai. Apni E-Commerce Website (Blog) Banana Chahtey Hai Toh Aapko Google Ki Help Se Ek Blog Crate Karna Padega.
Blog Crate karne Se Pahle Main aapko ye Bta Du ki Blog Hum Blogger.com Per Bnayenge Ye Google Ki Hi Ek Service Hai. Jo Bilkul Free Hai.
Blog Bnane Ke Liy Kis Chij Ki Zarurat Padti hai.
1. Gmail Account
2. Computer
Question--- Kya Hum Mobile Se Blog Nahi Bna Saktey.
Answer---- Sab Logo Ka Yahi question Hota Kahr Unki Bhi Galti Nahi Kyo ki Unke Pass Sirf Mobile hi Hota Hai Per Haa Aap Mobile Se Bhi Blog Bna Saktey Hai Per Blog Ko Handel Karne Main Computer Ki Zarurat Padegi. Kyoki Mobile Har Chij ki Support NHi karta hai.
1.Website (Blog) kaise Bnaye
Aap Mujhe Step By Step Follow Kre
2. Sabse Pahle Aap www.Blogger.com per jaye.
Aap Isme Sabse Pahle Apni Gmail I'd Se Login Kre!
3. Fir Ek Popup Window Khulegi Aap New Blog Ke Button Per Click Kre.
4. AB Ek New page Khulega
Isme Aapko Apne Blog Ka Title Blog Link URL Or Template Select Karke Crate Blog Ke Button Per Click Kre!
1. is me Aapko Apne Blog Ka Title Daalna hai
2. Isme Aapko Apne Blog Ka Address Daalna Hai
3. isme Aapko Template Select karna Hai.
4. Ab Aapko Crate Blog! Ke Button Per Click karna Hai.
Ye Lijiye Aapko Website ( Blog) Ready Hai.
NOTE>>>>> Ek Baat Ka Dhyaan Rakhe Ki Jo Blog Ka Link rahega uske Aage Blogspot LGA Hota Hai.
Example>>> jaise Ke Ye Link Hai mstarapps.blogspot.com
Iske Aage Blogspot LGA Hua hai Ise Kaise Htaye!
Main Aapko Agli Post Main Btaunga ki Blogspot kaise htaye!
Agar Aapko Blog Bnane Main Kuch Pareshani Ho Rhi Hai Toh Comment Kre! Main aapki Help Karunga!

Website (Blog) Kaise Bnaye In Hindi
Reviewed by ONLINE Tagline
on
00:45:00
Rating:
No comments:
Comment Kare!
Mujhe Accha Lagega Aap Jab Hindimeinfo Per Comment Karenge Comment Kartey Time In Batoon Ka Dhyan The
1. Post Se Related Comment Kre! Agar Koi Aur Sawal Hai Toh sawal Jwab Fourm main Kre!
2. Galat Sabdo Ka Priyog Se Comment Na Kre!
3. Ek Baar comment Karne Ke Baad hi jab Toh Hum comment Ka jwab Na de Baar Baar comment Na Kre!
4. Aur Ek Hi Comment Bar Bar Na Kre!