Ads

Hindimeinfo privacy policy

                        Privacy policy

Hindimeinfo privacy policy
Hindimeinfo privacy policy


Hindi Me info ki privacy policy main aapka swagat hai.

Hum apni website per kya share kartey hai aur aapko humari website per kya milage isko samjhne ke liy aapki Help karegi. Agar aap humari website use kartey ho toh aapko humari rule ke anusar plan karna hoga. Agar koi bhi privacy policy ke rule ke anusar plan nahi karta hai toh hum use apni website per block kar saktey hai.. 

Hum iss website per kya share kartey hai..

1. Hindimeinfo website per hum internet, paisa kaise kmaye,etc ki jankari share ki jati hai. Agar aapko internet se related topic per kuch puchna hai toh  Sawal Jawab  per puch saktey ho.

2. Hindimeinfo website per Internet se sambandhit jaankari di jati hai..

Hum aapke liy kya kar saktey hai.

1. Jo humne post kiya hai aap us per humare Rule ke anusar comment karke kuch bhi puch saktey hai 

2. Humari website ka sudhar karne ke liy aap Hume contact us per suggestion bhej saktey hai.

3. Hume apni site per kya share krna chaiye Isme aap humari help kar saktey hai jisse him apne visitor ke liy kuch accha kar saktey.

4. Agar aapko kuch puchna hai toh aap Hindimeinfo.blogspot.com per puch saktey hai..

Hindi Me info ko kaise use kre

1. Aap Hindimeinfo.blogspot.com per koi galat comment nahi kar saktey.

2. Humari post pee usi ke bare main post kre agar kuch puchana hai toh Sawal Jawab Froum per puch saktey hai.

3. Comment main galat word use na kre.

4. Aap humari site ya humare kisi bhi visitors ke sath galat bartav nahi kar saktey..

5. Aagar aapko humse ya humari website se koi shikayat ho toh Contact us per direct massage send kre

Third party Link

1. Aap humari permission ke baghar kisi bhi site ki link ko visit nahi kar saktey aapko jab jarurat pace jab hi aap apni ya kisi aur site ki link post kar saktey hai.
Aap bina wajah koi link post kartey hai publish nahi hoga toh jab link post karne ki jarurat ho tabhi link post karna.

2. Privacy policy todne par hum kya kar saktey hai.

Humari website  Google ki hi ek service hai. Aap sirf is per gmail se hi comment kar saktey hai. Agar aap humari website ka Rule todtey ho toh hum aapki sikayat Google se kar saktey hai. Toh fir Google aapki gmail I'd lo block kar sakta hai.


1. Hum aapki comment ko delete kar saktey hai.

2. Aapko Hindimeinfo.blogspot.com per block kar saktey hai.

3. Aap humari site per future main nahi aa sakoge.

Yes, Cookies har site ki small file hai (jo humare computer me apne browser me enable karne par hard drive) me save  hoti hai. hum apni site ke futureke liye cookies use kar sakte hai.

Privacy policy change

Hum apni privacy policy kabhi bhi change kar saktey hai.

Term And conditions

Toh ab Hume ummid hai ki aap humari privacy policy ka plan karenge.

All Rights Reserved

Hum aaki comment ko delete spam kar saktey hai iska Hume pura adhikaar hai toh ummid hai ki aap humari privacy policy ke Rule ko nahi todoge.


Contact Us

Aagar aapko humari privacy policy se koi sikkayat hai toh aap Hume
1. Contact us 2. Sawal Jawab Froum 3. Hindimeinfo.blogspot.com per baat kar saktey hai....
Hindimeinfo privacy policy Hindimeinfo privacy policy Reviewed by ONLINE Tagline on 19:29:00 Rating: 5
HindiMeInfo. Powered by Blogger.