Ads

Paid Games/Apps Free main download kaise kre

How To Download Apps/Games Free on Smartphone

Hello Friends Aaj Main Aapke Liy Ek Nayi Jankari Laya Hu Main Aap Logo Se Ye Jankari Share Kar Rha Hu Ki Free Main Apps/Games Download Kaise Kre Aapne Dekha Hoga Ki Jab aap Koi Apps download Kaertey hai Toh Bahut Se apps Aise hotey hai ki Jo Paid Hotey Hai Jo Khridne (Buy) Hotey Hai Jab aap in apps ko Buy karenge toh hi download hongey Lekin Kuch Apps Hume Pasand aa  jatey Hai Lekin Bo paid Hotey Aur Paid apps ko Dikhtey Hi hum Nirash Ho jatey hai ki ye toh khridne padengey Lekin Aaj main iska Solution Btaunga Ki Paid apps/Games Free main download kaise kre!

Paid Games/Apps free main download Kaise Kre


1. Sabse Pahle Aap BlACKMART apps         download kre! Aap Nichey Diye Gaye Download Ke Link Per Click kre

Blackmart Download

2. Download Karne Ke baad install Karke open kre! Jab Aap open karenge Toh Is Tarike Se khulega
Blackmart apps


3. Ab Aapko Jo Apps/Games Download Karna Hai Search Kre Jis Parkar Upar Image main search dikha rakha hai us per click karke Search kre!

4. Jaise ki Maine Search kiya Screen Recorder Pro Ye Jo apps Hai ye paid Hai.
Jis Parkar niche image main hai is Tarike se khulega.
Blackmart Search


5. Jo upar Image main dikh RHA Hai Screen recorder pro paid Hai Aap is per click kijiye
Click Karne Ke baad ek page khulega

Blackmart Install

6. Ab Aapko Install per click karna hai.
Jaise hi aap install per click karenge downloading start ho jayengi.

Fir Aapka apps download ho jayenga.

Blackmart Note-

1. Jo Paid apps Hai Jo google play ya kisi site per paid hai Jo kharidne padtey hai aap un Sabhi apps/Game ko free main download kar Saktey ho.

2. Iski Download Speed Fast hai.


Maine Toh aapko Bta diya ab aap btaye ye jankari kaise lagi.

Paid Games/Apps Free main download kaise kre Paid Games/Apps Free main download kaise kre Reviewed by ONLINE Tagline on 02:42:00 Rating: 5

No comments:

Comment Kare!

Mujhe Accha Lagega Aap Jab Hindimeinfo Per Comment Karenge Comment Kartey Time In Batoon Ka Dhyan The

1. Post Se Related Comment Kre! Agar Koi Aur Sawal Hai Toh sawal Jwab Fourm main Kre!
2. Galat Sabdo Ka Priyog Se Comment Na Kre!
3. Ek Baar comment Karne Ke Baad hi jab Toh Hum comment Ka jwab Na de Baar Baar comment Na Kre!
4. Aur Ek Hi Comment Bar Bar Na Kre!

HindiMeInfo. Powered by Blogger.